Also known as ‘Bhaijaan’ of Bollywood, he has made a special place in the hearts of his fans after a career spanning more than 30 years.
His continued hard work, acting, and style have made audiences flock to the theatre whenever his film is released.
In this article, we will tell you about the 25 most popular dialogues by Salman Khan-
- Dosti ka ek usool hai madam — no sorry, no thank you.
Film- Maine Pyar Kiya
Year- 1989
- Ek baar maine commitment kardi toh phir mein apne aap ki bhi nahi sunta.
Film- Wanted
Year- 2009
- Mujhpe ek ehsaan karna, mujhpe koi ehsaan mat karna.
Film- Bodyguard
Year- 2011
- Mere baare mein itna mat sochna. Dil mein aata hoon samajh mein nahi.
Film- Kick
Year- 2014
- Agar tum mujhe yunhi dekhti rahi toh tumhe mujhse pyaar ho jayega.
Film- Hum Dil De Chuke Sanam
Year- 1999
- Zindagi mein teen cheezein kabhi underestimate nahi karna – I, ME and MYSELF.
Film- Ready
Year- 2011
- Kyun ki bhagwan ek hi waqt har jagah nahi ho sakte na, is liye unhone maa ko banaya hai.
Film- Garv
Year- 2004
- Koi tumhe tab tak nahi hara sakta, jab tak tum khud na haar jao.
Film- Sultan
Year- 2016
- Aap thank you mat kahiye. Instead teen logon ki madad kijiye aap, aur un teeno se kehna ki woh teen aur ki madad karen, duniya badal jayegi.
Film- Jai Ho
Year- 2014
- Yakeen ek tubelight ki tarah hota hai, der se jalta hai, lekin jab jalta hai, toh full light kar deta hai.
Film- Tubelight
Year- 2017
- Is duniya ki shuruvat insaaniyat se hui hai . . . aur aaj is duniya ko sirf ek hi mazhab ki zaroorat hai . . . aur woh hai insaaniyat.
Film- Tiger Zinda Hain
Year- 2017
- Sapne dekhna achchi baat hai, par kayi baar unke peechhe daudte daudte na apne peechhe choot jaate hai.
Film- Sultan
Year- 2016
- Shahrukh Ka Mazaak Mat Udaao, Manne Bahut Pasand Hai, Jab Woh Ladki Ke Aankh Mein Aankh Daal Ke Dekhe Hai Na Toh Andhi Ladki Bhi Paat Jaave Hai..
Film- Sultan
Year- 2016
- Tu Ladki Ke Peeche Bhagega, Ladki Paise Ke Peeche Bhagegi … Tu Paise Ke Peeche Bhagega, Ladki Tere Peeche Bhagegi…
Film- Wanted
Year- 2009
- Badtameez. Chaddar Ki Kameez, Lohe Ka Pajama, Bandar Tera Mama, Arre Billi Teri Mausi, Kutta Tera Yaar, Aam Ka Achaar..Aaja Mere Yaar..
Film- Mujhse Shadi Karogi
Year- 2004
- Jab Hum Aapse Kuch Poochna Chahe Toh Aap Humein Rokti Hain… Aur Jab Chup Ho Jayen Toh Tokti Hain…
Film- Hum Aapke Hai Kaun
Year- 1994
- Hum Bajrangbali Ke Bhakt Hain… Mar Jayenge Lekin Jhooth Nahi Bolenge..
Film- Bajrangi Bhaijaan
Year- 2015
- Jitne safed baal mere sar aur dhaadi mein hai, usse kahi jyada rangeen meri zindagi rahi hai
Film- Bharat
Year- 2019
- Yeh race zindagi ki race hai, kisi ki zindagi le kar hi khatam hogi
Film- Race 3
Year- 2018
19. Aap devil ke peeche, devil aapke peeche…too much fun
Film- Kick
Year- 2014
20. Hum Yaha k Robinhood Pandey hai, Robinhood Pandey…Swagat Nahi Karoge Aap Hamara?
Film- Dabangg 2
Year- 2012
- Log kehte hai khoobsurat ladkiyan jab jhoot bolti hain, toh aur bhi khoobsurat lagti hain
Film- Hum Aapke Hai Kaun
Year- 1994
- Aam aadmi sota hua sher hai, ungli mat kar, jaag gaya toh cheer phad dega.
Film- Jai Ho
Year- 2014
- Do Hindustani picturon ki poster deewar pe tangane se koi Hindustani nahi banta . Hindustani woh hota hai joh apna ghar jalakar doosro ko dabishta hai.
Film- Lucky: No Time For Love
Year- 2005
- Har family mein problem hain, par vo khushnaseeb hain jinki family hai.
Film- Prem Ratan Dhan Paayo
Year- 2015
- Jinke paas pyar ki daulat ho . . . unhe kabhi gareeb nahi samajhna chahiye.
Film- Har Dil Joh Pyaar Krenga
Year- 2000
Summing Up,
All these dialogues by Salman Khan give us a glimpse of his successful and wonderful career with great performances. With all these films and memorable dialogues, he has been able to make a special place in the hearts of his fans.
Also Read: Friendships That Should Have Happened In Harry Potter (But Never Did)
Top 25 Famous Bollywood Dialogues That Every Movie Fan Must Know
Comments 1